Huzur (ﷺ) se Ek Sharabi ki Muhabbat ke bare me – Part : 1

‎ ‎ الله ‎يارسول‎ ﷺ* -الصــلوة والسلام عليك

“EK SHAKHSH JISKA NAAM ABDULLAH THA WO SHARABI THA LEKIN WO HUZOOR PAAK (ﷺ) KO HANSAYA KARTA THA (JISSE HUZOOR AKSAR MUSKURAA DETE THE) EK MARTABA USNE SHARAB PI (EK RIWAYAT ME HAI KE KAI BAR PI) TO HUZOOR (ﷺ) NE KODE LAGANE KA HUKM DIYA, EK SHAKHSH WAHA SE GUZRA AUR US SHAIKHS (SHARABI) PAR LAANAT KI, TO HUZOOR (ﷺ) NE FARMAYA “USPAR LAANAT NA KARO, KHUDA KI QASAM MAI TO ITNA JAANTA HU KE WO ALLAH AUR USKE RASUL SE MOHABBAT KARTA HAI” (MUKHLASAN)
(Saheeh Bukhari H#6780)
💓💓💓💓💓💓💓💓💓